Shero Shayari | Shero Shayari Urdu | Shero Shayari Love
Shero Shayari
بگاڑ ڈالے چہرے پر تیرے دست طلب کی اس نے
جواں عمر میں بھی بڑھاپے کے سامان لگتے ہیں
سنگ ترے بخت بھی تھے رنگینیوں سے
بچھڑ کے تجھ سے جہاں میں موت کے مہمان لگتے ہیں
Bigaar daaley chehray par tairay dast talabb ki is ne
Jawaa Umar mein bhi burhapay ke samaan lagtay hain
Sang tre bikhat bhi thay ranginyon se
Bhichar ke tujh se jahan mein mout ke maheman lagtay hain
یہ دکھتی رگ ہے میاں یہ سوال مت پوچھو
ہم اہل ہجر سے لطف وصال مت پوچھو
کہا نا ٹھیک ہوں, ہاں ٹھیک ہوں, کہاں تو ہے
میں رو پڑوں گا میری جان حال مت پوچھو
Yeh dikhti rigg hai miyan yeh sawal mat pucho
Hum ahal hijar se lutaf visale mat pucho
Kaha na theek hon, haan theek hon, kahan to hai
Mein ro paron ga meri jaan haal mat pucho
یوں ہی بے اعتبار وقت سے گھبرا کے رو پڑے
کھو کر کبھی تجھے تو کبھی پا کے رو پڑے
خوشیاں ہمارے پاس کہاں مستقل رہیں
باہر کبھی ہنسے بھی تو گھر آ کے رو پڑے
Yun hi be aitbaar waqt se ghabra ke ro parre
Kho kar kabhi tujhe to kabhi pa ke ro parre
Khusihyan hamaray paas kahan mustaqil rahen
Bahar kabhi hanse bhi to ghar aa ke ro parre
ان کو معلوم نہیں ہجر کی تکلیف ہے کیا
وہ تو فرمان سناتے ہیں چلے جاتے ہیں
درد اتنا ہے کے سینے سے لپٹنا چاہو
اور وہ ہاتھ ملاتے ہیں چلے جاتے ہیں
Un ko maloom nahi hijar ki takleef hai kya
Woh to farmaan sunaate hain chalay jatay hain
Dard itna hai ke seenay se lipatna chaho
Aur woh haath milatay hain chalay jatay hain
Shero Shayari |
تو اپنے بخت پہ نازاں نہیں حیرت ہے
ہم جیسے لوگ تو دعاؤں میں مانگے جاتے ہیں
دعائیں مانگ تیری عمر بھر سے دراز ہو
میں تجھے جا کے دکھاؤں گا ایسے جاتے ہیں
To apne bikhat pay Nazaan nahi herat hai
Hum jaisay log to duaon mein mangay jatay hain
Duayen maang teri Umar bhar se daraaz ho
Mein tujhe ja ke dukhao ga aisay jatay hain
وہ میرے پاس رہ کر بھی پاس نہیں تھا
مجھے محبت تھی اور اسے احساس نہیں تھا
اس کے چھوڑ جانے پر یہ معلوم ہوا مجھ کو
میں اس کو تو کیا خود کو ہی راس نہیں تھا
Woh mere paas reh kar bhi paas nahi tha
Mujhe mohabbat thi aur usay ehsas nahi tha
Is ke chore jane par yeh maloom sun-hwa mujh ko
Mein is ko to kya khud ko hi raas nahi tha
تو میرے درد کی تضحیک نہیں کر سکتا
کتا چھوڑ دے زخم ٹھیک نہیں کر سکتا
دیکھ میں جبری محبت کا نہیں ہوں قائل
سو تجھے کھینچ کے نزدیک نہیں کرسکتا
To mere dard ki tazheek nahi kar sakta
Kutta chore day zakham theek nahi kar sakta
Dekh mein jabri mohabbat ka nahi hon qaail
So tujhe khech ke nazdeek nahi karsaktha
0 Comments