Tehzeeb Hafi latest ghazal poetry Hum tere ghum se bahar aa gay complete in urdu and Hindi language. Tehzeeb hafi new shayari he narrate in his mushaira in sargodha medical college.
Tehzeeb hafi best ghazal collection you can find and read the all famous ghazals of tehzeeb hafi.
Tehzeeb Hafi |
Tehzeeb Hafi Ghazal
ہم تمھارے غم سے باہر آ گئے
ہجر سے بچنے کے مَنتر آ گئے
Hum tumhary ghum se bahar aa gay
Hijar se bachny ke mantar aa gay
میں نے تم کو اندر آنے کا کہا
تم تو میرے دل کے اندر آ گئے
Me ne tum ko andar any ka kaha
Tum to mere dil Ke andar aa gay
ایک ہی عورت کو دنیا مان کر
اتنا گھوما ہوں کہ چکر آ گئے
Aik hi aurat ko duniya maan kar
Itna ghooma Hon ke chakar aa gay
امتحانِ عشق مشکل تھا مگر
نَکل کر کے اچھے نمبر آ گئے
Imthaan e ishq mushkil tha magr
Nakal kar ke achy numbat aa gay
میں تمہیں تنہا سمجھتا تھا مگر
تیرے کہنے پر تو لشکر آ گئے
Me tumhen tanha samjha tha magr
Tere kehny par to lashkar aa gay
تیرے کچھ عاشق تو گنگا رام ہیں
اور جو باقی تھے نِشتر آ گئے
Tere kuch aashiq to ganga raam hain
Aur jo baki thy nishtar aa gay
Tehzeeb Hafi
تہذیب حافی
0 Comments