Tehzeeb Hafi latest new ghazal jab se usne khencha hai khirki ka parda aik tarf, tehzeeb hafi shayari, tehzeeb hafi new mushaira in bahren 2022.
Jab Se Usne Khencha Hai Khirki Ka Parda Aik Tarf - Tehzeeb Hafi Ghazal
Tehzeeb Hafi poetry is famous among students and those who love to read ghazals, 2 lines poetry and romantic love poetry in urdu. Tehzeeb hafi poetry and ghazal express the feeling of love one. Share this poetry with love one, friends and family on social media.
Also Read: Maine Jo Kuch Bhi Socha Hoa Hai
Tehzeeb Hafi |
Tehzeeb Hafi Ghazal in Urdu
جب سے اُس نے کھینچا ہے کھڑکی کا پردہ ایک طرف
اُس کا کمرہ ایک طرف ہے باقی دنیا ایک طرف
میں نے اب تک جتنے بھی لوگوں میں خود کو بانٹا ہے
بچپن سے رکھتا آیا ہوں تیرا حصہ ایک طرف
ایک طرف مجھے جلدی ہے اُس کے دل میں گھر کرنے کی
ایک طرف وہ کر دیتا ہے رفتہ رفتہ ایک طرف
یوں تو آج بھی تیرا دکھ دل دھلا دیتا ہے لیکن
تجھ سے جُدا ہونے کے بعد کاپہلا ہفتہ ایک طرف
اُس کی آنکھوں نے مجھ سے میری خوداری چھینی ورنہ
پاؤں کی ٹھوکر سے کر دیتا تھا میں دنیا ایک طرف
میری مرضی تھی میں نہریں چنتا یا ذرے
اُس نے دریا ایک طرف رکھا اور صحرا ایک طرف
Ghazal in Hindi
Jab se us ne khencha hai khirki ka parda aik tarf
Us ka kamra aik tarf hai baaki duniya aik tarf
Maine ab tak jitny bhi logon me khud ko banta hai
Bachpan se rakhta aya Hon tera hissa aik tarf
Aik tarf mujhe jaldi hai us ke dil me ghar karny ki
Aik tarf wo kar deta hai rafta rafta aik tarf
Youn to ajj bhi tera dukh dil dhela deta hai lekin
Tujhse juda hony ke bad ka phela hafta aik tarf
Us ki ankhon ne mujh se meri khudari cheeni warna
Paon ki thokar se kar deta tha me duniya aik tarf
Meri marzi thi me nehren chunta ya zaray
Us ne darya aik tarf rakha aur sehra aik tarf
New Ghazal by Tehzeeb Hafi
Also Read...
0 Comments