Mohsin Naqvi Best Ghazal | Mohabbaton Mein Hawas Ke Aseer Hum bhi Nahi

Mohsin Naqvi Best Ghazal Mohabbaton mein hawas ke aseer hum bhi nahin, ghalt na Jan ke itny haqeer hum bhi nahin. 

Mohsin Naqvi is a most famous urdu poet. Mohsin Naqvi Poetry collections mostly ghazal type but it's 2 lines and poems also famous among those who love to read ghazal, 2 lines poetry, 4 lines poetry. 

Mohsin naqvi poetry allows a readers to show your inner feelings with someone u love with the help of Mohsin Naqvi sad poetry ghazal. 

Mohsin naqvi best ghazal in urdu mohabbaton me hawas ke aseer


Mohsin Naqvi Best Ghazal Mohabbaton Mein Hawas Ke Aseer Hum bhi Nahi

Mohsin naqvi best ghazal mohabbaton mein hawas ke haqeer hum bhi nahin
Mohsin Naqvi Ghazal

Urdu Ghazal

محبتوں میں ہوس کے اسیر ہم بھی نہیں
غلط نہ جان کہ اتنے حقیر ہم بھی نہیں

نہیں ہو تم بھی قیامت کی تند و تیز ہوا!
کسی کے نقشِ قدم کی لکیر ہم بھی نہیں

ہماری ڈوبتی نبضوں سے زندگی تو نہ مانگ
سخی تو ہیں مگر اتنے امیر ہم بھی نہیں

کرم کی بھیک نہ دے، اپنا تخت بخت سنبھال
ضرورتوں کا خدا تو، فقیر ہم بھی نہیں

شبِ سیاه کے "مہمان دار " ٹھرے ہیں
وگرنہ  تیرگیوں کے سفیر ہم بھی نہیں

ہمیں بُجھا دے، ہماری اَنا کو قتل نہ کر
کہ بے ضرر ہی سہی بے ضمیر ہم بھی نہیں

Ghazal In Hindi


Mohabbaton me hawas ke aseer hum bhi nahin
Ghalt na Jan ke itny haqeet hum bhi nhain

Nahin ho tum bhi qayamat ki tand o taiz hawa! 
Kisi naqsh e qadam ki lakeer hum bhi nahin 

Humari dobti nabzon se zimdagi to na mang
Sakhi to gain magr itny ameer hum bhi nahin 

Karam ki bheek na dy, apna takht bakht sanbhal
Zaroorton ka khuda tu, faqeer hum bhi nahin 

Shab e siyah ke "Mehman dar" they hain
Wagrna teer giyon ke safeer hum bhi nahin 

Humen bujha dy, humari ana ko kaboul na kar
Ke bey zarar hi sahi bey zameer hum bhi nahin


Mohsin Naqvi
 محسن نقوی



Post a Comment

0 Comments