New Heart Touching Poetry, Shayri Images 2022 - 2 Lines Sad Poetry Free Download - New Trending Shyari - Sad Poetry 2022
1-Halaat :
Halaat Ne Chere Ki Chamak Cheen Li WarnaDo Chaar Dinon Me Burhapy Nahin Aty
حالات نے چہرے کی چمک چھین لی ورنہ
دو چار دنوں میں بڑھاپے نہیں آتے
2-Bharosa :
Naseeb Se Zyada Bharosa Tum Par Kiya ThaPhr Bhi Naseeb Itna Nahin Badla Jitna Tum Badal Gay Ho
نصیب سے زیادہ بھروسہ تم پر کیا تھا
پھر بھی نصیب اتنا نہیں بدلا جتنا تم بدل گئے ہو
3-Tanhai :
Youn Na Kaho Ke Qismat Ki Baat HaiMeri Tanhai Me Kuch Tumhara Bhi Hath Hai
یوں نہ کہو کہ قسمت کی بات ہے
میری تنہائی میں کچھ تمھارا بھی ہاتھ ہے
4-Bichrna :
Uff Ke Wo Shakhs Bichar Jay Ga
Hay Him Phr Bhi Jee Rahen Hongay
اوف کہ وہ شخص بچھڑ جائے گا
ہائے ہم پھر بھی جی رہیں ہونگے
5-Yaad :
Aur Phr Jab Tumhari Yaad Ati Hai Na
To Me Khud Ko Dunya Ka Majboor Tareen Insaan Tasawur Karta Hon
اور پھر جب تمھاری یاد آتی ہے نا
تو میں خود کو دنیا کا مجبور ترین انسان تصور کرتا ہوں
6-Saans
Aur Phr Kuch Raten Aisi Bhi Hoti Hain
Ke Saans Lena Bhi Wabal Lagta Hai
اور پھر کچھ راتیں ایسی بھی ہوتی ہیں
کہ سانس لینا بھی وبال لگتا ہے
7-Qismat :
Tumhare Baad Agr Me Hansa Bhi Hoon
To Faqat Apni Qismat Par..
تمھارے بعد اگر میں ہنسا بھی ہوں
تو فقط اپنی قسمت پر۔۔
8-Naseeb :
Talab Itni Hai Ke Dil O Jan Me Basa Lu Tumko
Naseeb Aisa Ke Deedar Bhi Muyasar Nahi Tera
طلب اتنی ہے کہ دل و جان میں بسا لوں تم کو
نصیب ایسا کہ دیدار بھی میسر نہیں ہے تیرا
9-Maan :
Sirf Itna Hi Kehta Hon Tujhe
Kisi Ka Maan Tora Nahin Karty
صرف اتنا ہی کہتا ہوں تجھے
کسی کا مان توڑا نہیں کرتے
10-Waqt :
Mere Saath Baith Ke Waqt Bhi Roya Aik Din
Bola Banda Tu Theek Hai Me Hi Kharab Chal Raha Hon
میرے ساتھ بیٹھ کے وقت بھی رویا ایک دن
بولا بندا تو ٹھیک ہے میں ہی خراب چل رہا ہوں
11-Saat Janam :
Humary Pas Faqat Aik Mauqa Tha Aik Hony ka
Humary Deen Me To Saat Janam Bhi Nahi Hoty
ہمارے پاس ایک موقع تھا ایک ہونے کا
ہمارے دین میں تو سات جنم بھی نہیں ہتے
12-Piyar :
Simat Saka Na Kabhi Zindagi Ka Phelau
Kahin Bhi Khatam Ghum e Ashqui Nahi Hota
Nikal Hi Ati Hai Kahin Na Kahin Se Gunjaish
Kisi Ka Piyar Kabhi Akhri Nahin Hota
سمٹ سکا نہ کبھی زندگی کا پھیلاؤ
کہیں بھی ختم غمِ عاشقی نہیں ہتا
نکل ہی آتی ہے کہیں نا کہیں سے گنجائش
کسی کا پیار کبھی آخری نہیں ہوتا
13-Khush Fehmi :
Kitni Mukhtasar Si Hai Mohabbag Ki Dastaan
Khush Fehmi Se Shuru Aur Ghalt Fehmi Pa Khatam
کتنی مختصر سی ہے محبت کی داستان
خوز فہمی سے شروع اور غلط فہمی پہ ختم
14-Ghum-e-Zindagi :
Usay Kehna Ghum-e-Zindagi Se Hi Fursat Nahi Mili
Warna Him Agr Kisi Ke Hoty To Tumhare Hoty
اسے کہنا غمِ زندگی دے ہی فرصت نہیں ملی
ورنہ ہم اگر کسی کے ہوتے تو تمھارے ہوتے
16-Neend :
Me Sab Ko Kehta Hon Mujhe Koi Farm Nahin Parta
Lekin Mujhe Raaton Ko Neend Nahin Ati Yaaar
میں سب کو کہتا ہوں مجھے کوئی فرق نہیں پڑتا
لیکن مجھے راتوں کو نیند نہیں آتی یار
17-Dukh :
Laakh Khushiyan Hon Tere Baad Magr
Me Inhen Dukh Shumaar Karta Hon
لاکھ خوشیاں ہوں تیرے بعد مگر
میں انہیں دکھ شمار کرتا ہوں
18-Zindagi :
Ungliyan Pher Mere Baalon Me
Ye Mera Dard e Sar Nahi Jata
Aise Para Hon Teri Yaadon Me
Jaise Koi Mar Nahin Jata
32-Udaas Shakhs :
Aa Jao...
Lambi Raatwn aa Phonchi Hain
Neend Bhi Ankhon Se Ghaib Hai
Chaand Bhi Taany Kasta Hai
Taray Tak Tak Hanstay Hain
Sard Hawaein Dil Dehlati Hain
Roh Badan Se Khaif Hai
Bas Itna Kuch To Bigra Hai
Waqt Hai Ab bhi
aa jao...
34-Mizaaj :
Kafan Me Lipti Meri Laash Ko Daikh Kar Rona Nahin
Wo Akhri Mulaqat Hogi Zara Muskura Kar Alwidaa Karna
Kabhi Daikho Gay Kafan Ki Girha Khol kar Mera Chera
Band Hongi Wo Aankhen Jinhe Tum Roz Rulaya Kart thy
39-Aarzii :
Samjha Hi Nahi Wo Mere Lafzon Ki Gehraii Ko
Maine Har wo Lafz Keh dya Jiska Mtlab Mohabbat Tha.
42-Puranaa :
Shayd Purana Ho Gaya Tha Me
Is liye Chor dya Gaya Mujhe..
0 Comments