Kisi ko Gumaan Hai ab ke Mere Sath Tum Bhi Thy - Ahmad Faraz Poetry

Ahmad Faraz Ghazal Kisi ko gumaan hai ab ke mere sath tum bhi thy,, hay wo roz o shab ke mere sath tum bhi thy. Ahmad Faraz Poetry is famous among those who love to read romantic, love, and sad poetry shayari and ghazals. Ahmad Faraz Sad Love Poetry allows the reader to express their feelings with anyone u love by sending these poetry of Ahamd Faraz.

Here you can read the best and famous poetry of Ahmad Faraz. These all poetry collections of ahmad faraz is taken from his famous urdu poetry books. U can just copy these text copy and share to anyone on their social medias. 


Kisi ko Gumaan Hai ab ke Mere Sath Tum Bhi Thy - Ahmad Faraz Poetry


Kisi ko Gumaan Hai ab ke Mere Sath Tum Bhi Thy - Ahmad Faraz Poetry
Ahmad Faraz Best Ghazal

کسی کو گماں ہے اب کہ مرےساتھ تم بھی تھے
ہائے وہ روز و شب کہ مرے ساتھ تم بھی تھے

یادش بخیر عہدِ گزشتہ کی صحبتیں
اک دور تھا جب کہ مرے ساتھ تم بھی تھے 

بےمہری حیات کی شدت کے باوجود 
دل مطمئن تھا جب کہ مرے ساتھ میں بھی تھے

میں اور تقابلِ غمِ دوراں کا حوصلہ
کچھ بن گیا سبب کہ مرے ساتھ تم بھی تھے

اک خواب ہوگئی ہے رہ و رسم دوستی
اک وہم سا ہے اب کہ مرے ساتھ تم بھی تھے

وہ بزمِ دوست یاد تو ہوگی تمھیں فراز
وہ محفلِ طرب کے مرے ساتھ تم بھی تھے


Ahmad Faraz Best Ghazal



Kisi ko gumaan hai ab ke mere sath tum bhi thy
Hay wo roz o shab ke mere sath tum bhi thy

Yadash bakheer ehd e guzashta ki suhbatein 
Ik daur tha jab ke mere sath tum bhi thy

Bay mehri hayat ki shidat ke bawajud 
Dil mutmain tha jab ke mere sath tum bhi thy

Main aur taqabal e gham e dauraan ka hausla
Kuch ban gaya sabab ke mere sath tum bhi thy

Ik khawab ho gayi hai reh o rasm Dosti
Ik wehm sa hai ab ke mere sath tum bhi thy

Wo bazm e Dost yad to ho gi tumhen FARAZ
Wo mehfal e tarb ke mere sath rum bhi thy


More Poetry By Ahmad Faraz






Post a Comment

0 Comments