Tehzeeb Hafi Poetry - Is aik Dar se Khawab Dekhta Nahin - Urdu Ghazal

Tehzeeb Hafi Urdu Ghazal, is aik dar se khawab dekhta nahin, main job bhi dekhta Hon bhoolta nahi. Tehzeeb Hafi Poetry is most famous among young generation, younger students who love to read romantic, love and sad ghazal, 2 lines poetry and shayari. Tehzeeb Hafi poetry allow the readers to express their inner heart feelings with anyone you love. 

Here u can read the best and famous poetry of Tehzeeb Hafi, ghazal new, 2 lines poetry and ghazal shayari. Is aik dar se khawab dekhta nahin is a latest ghazal of tehzeeb hafi and it's viral on social medias. U can copy just these poetry text and share with love one's. 


Tehzeeb Hafi Poetry - Is aik Dar se Khawab Dekhta Nahin - Urdu Ghazal

Tehzeeb Hafi Poetry - Is aik Dar se Khawab Dekhta Nahin - Urdu Ghazal
Tehzeeb Hafi Best Ghazal


اِس ایک ڈر سے خواب دیکھتا نہیں
میں جو بھی دیکھتا ہوں بھولتا نہیں

کسی مُنڈیر پر کوئی دیا جلا
پھر اُس کے بعد کیا ہوا پتا نہیں

میں آ رہا تھا راستے میں پھول تھے
میں جا رہا ہوں کوئی روکتا نہیں

تیری طرف چلے تو عُمر کٹ گئی
یہ اور بات راستہ کٹا نہیں

اُس اژدھے کی آنکھ پوچھتی رہی
کسی کو خوف آ رہا ہے یا نہیں

میں اِن دِنوں ہوں خود سے اتنا بےخبر
میں مَر چکا ہوں اور مجھے پتا نہیں

ابھی سے ہاتھ کانپنے لگے میرے
ابھی تو میں نے وہ بدن چھوا نہیں

یہ عشق بھی عجب کہ ایک شخص سے
مجھے لگا کہ ہوگیا ہوا نہیں


Is aik dar se khawab daikhta nahin
Me jo bhi daikhta hon bhoolta nahin

Kisi mundair Par koi diya jala
Phr us ke bad kia hoa pata nahin

Me aa raha tha rasty me phool thy 
Me ha raha Hon koi rokta nahin

Teri taraf chaly to umar kat gayi
Ye aur baat  rasta kata nahin 

Us azdahe ki aankh poochti rahi
Kisi ko khauf aa raha hai ya nahin

Main in dino hon khud se itna bekhabar
Main Mar chuka Hon aur mujhe pata nahin

Abhi se haath kanpne lage mere
Abhi to Maine wo badan choua nahin

Ye ishq bhi ajab ke aik shakhs se
Mujhe laga ke ho gaya  hoa nahin


Tehzeeb Hafi
تہذیب حافی



More Poetry By Tehzeeb Hafi











Post a Comment

0 Comments