MIRZA GHALIB POETRY IN URDU, 2 LINES, GHAZALS & SHAYARI
Mirza Ghalib - Ye Na Thi Humari Qismat Ke Wisal-e-Yaar Hota - Urdu Poetry
Mirza ghalib is a famous urdu poet. He is famous to his best urdu ghazals and also short 2 lines poetry. It's most poetry collection contain sad and love. Mirza ghalib ghazal ye to na thi humari qismat ke wisal e yaar hota...is best ever famous ghazal.
Here u can download best poetry by mirza ghalib and also copy this text and past. I hop u love it and share it with love one including friends and family members on their social media's. Thankx
Poet: Mirza Ghalib. Posted By: Asad Akash
Mirza Ghalib Best Poetry In Urdu |
یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا
اور اگر جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا
ترے وعدے پر جیے ہم تو یہ جان جھوٹ جانا
کہ خوشی سے مر نہ جاتے اگر اعتبار ہوتا؟
تری نازکی سے جانا کہ بندھا تھا عہد بودا
کبھی تو نہ توڑ سکتا، اگر استوار ہوتا
کوئی میرے دل سے پوچھے ترے تیر نیمکش کو
یہ خلش کہاں سے ہوتی جو جگر کے پار ہوتا
یہ کہاں کی دوستی ہے کہ بنے ہیں دوست ناصح
کوئی چارہ ساز ہوتا ، کوئی غمگسار ہوتا
رگ سنگ سے ٹپکتا وہ لہو کہ پھر نہ تھمتا
جسے غم سمجھ رہے ہو یہ اگر شرار ہوتا
غم اگر چہ جاں گسل ہے ، پچپن کہاں کہ دل ہے!
غم عشق گر نہ ہوتا غم روزگار ہوتا
کہوں کس سے میں کہ کیا ہے، شب غم بری بلا ہے
مجھے برا تھا مرنا ، اگر ایک بار ہوتا
ہوئے مر کے ہم جو رسوا ہوئے کیوں نہ غرق دریا
نہ کبھی جنازہ اٹھتے ، نہ کہیں مزار ہوتا
اسے کون دیکھ سکتا کہ یگانہ ہے وہ یکتا
جو دوئی کی بوجھی ہوتی تو کہیں دو چار ہوتا
یہ مسائل تصوف، یہ ترا بیان غالب
تجھے ہم ولی سمجھتے جو نہ بادہ خوار ہوتا
Ye na thi humari qismat ke wisal e yar hota
Aur agr jeetay rehtay yehi intizaar hota
Tere waday Par jiye hum to ye jaan jhoot jana
Ke khushi se Mar na jatay agar aitbaar hota
Teri nazki se jana ke banda tha ehd boda
Kabhi tu na tor sakta, agr istwaar hota
Koi mere dil se poochy tere teer neekush ko
Ye khalash kaha se hoti jo jigar me paar hota
Ye kaha ki dosti hai ke bany hain dost naseha
Koi chara saaz hota, koi ghumgusaar hota
Rag sung se tapakta wo lahu ke phr na thmta
Jisy ghum smjh rahay ho ye agr sharaar hota
Ghum agarcha Jan ghusal hai, bachpan kaha ke dil ha
Ghum e ishq gr na hota, ghum e rozgaar hota
Kahu kis se me ke kia hai, shub e ghum buri bala hai
Mujhe bura tha marna, agar aik baar hota
Hoye Mar ke hum jo ruswa hoye q na ghurk e darya
Na kabhi janaza uthty, na kahin mazaar hota
Usy kaun daikh saktake yagana hai wo yakta
Jo duwi ki bobhi hoti to kahin dochaar hota
Ye masail tera tawasuf, ye tera bayan ghalib
Tujhe hum wali smjhty jo na bada khawar hota
مرزا غالب
MIRZA GHALIB
0 Comments