Here is the Faiz ahamd faiz most famous collection of 2 lines, 4 lines Poetry, shayri And ghazals. U can download faiz ahmad faiz poetry images and copy text and past and share it with your loved one including friends and family members on their social media's.
Poetry: Faiz Ahmad Faiz. posted By: Asad Akash
Faiz Ahmad Faiz Ghazal-Raaz Ulfat Chupa Ke Daikh Liya |
راز الفت چھپا کے دیکھ لیا
دل بہت کچھ جلا کے دیکھ لیا
اور کیا دیکھنے کو باقی ہے
تم سے دل لگا کے دیکھ لیا
وہ مرے ہو کہ بھی مرے نہ ہوئے
اُن کو اپنا بنا کے دیکھ لیا
آج اُن کی نظر میں کچھ ہم نے
سب کی نظریں بچا کے دیکھ لیا
"فیض" تکمیل غم بھی ہو نہ سکی
عشق کو آزما کے دیکھ لیا
Raaz ulfat chupa ke daikh liya
Dil bhot kuch jala ke daikh liya
Aur kia daikhny ko baki hai
Tum se dil laga ke daikh liya hai
Wo mere ho ke bhi mere na hoye
Un ko apna bana ke daikh liya
Ajj un ki nazar me kuch hum ne
Sab ki nazren bacha ke daikh liya
"Faiz" Takmeel ghum bhi ho na saki
Ishq ko azmaa ke daikh liya
فیض احمد فیض
Faiz Ahmed Faiz
Also read..
0 Comments