Allama Iqbal - Mujhko Phir Naghmon Pa Uksany Laga Murg e Chaman - Urdu Poetry
Mujhko Phir Naghmon Pa Uksany Laga Murg e Chaman - Urdu Ghazal
Allama Muhammad Iqbal Is the faomous Islamic poet of Pakistan. Allama iqbal huge collection of poetry, ghazals shayri, poems. allama iqbal encouraged a reader to way on right path. If u love it plz share with friends and relatives. Thanks..
Poet: Allam Iqbal, Posted By: Asad Akash
Mhjhko Phir naghmon Pa uksany laga mug e chaman
Phool hain sehra me ya pariyan qataar andar qataar
Audy audy, Neely Neely, peely peely perhan
Barg gul par rakh gayi shabnam ka mooti baad e sabah
Aur chamkati hai is mooti ko suraj ki kiran
Husan beparwah ko apni benaqabi ke liye
Hon agr shairon se ban piyare shair ache ke ban
Apne man me doob kar pa ja sarag e zindagi
Tu agr mera nahi banta na ban, apna to ban
Man ki duniya, man ki duniya soz o masti, jazb e shauq
Tan ki duniya, tan ki duniya saud o sauda, makru fan
Man ki daulat hath ati hai to phr jati nahi
Tan ki daulat chahun hai ata hai dhan jata hai dhan
Man ki suniya me na paya Maine afrangi ka raaj
Man ki duniya me na daikhy Maine shaikh o barhaman
Paani paani kar gayi mujh ko qalandar ki ye baat
Tu jhuka jab ghair ke agy, na man tera na tan
Allam Iqbal
0 Comments