Sad Poetry – Sadness is a part of human life and sad shayari is the way to express feelings of depression and down time of life. Sad Poetry, Sad Shayari, Sad Ghazals and Sad Poems in Urdu have a history of over 300 years.
Almost every poet has narrated a specific collection of sad shayari that you can associate with when you feel depressed.
New Sad Urud Poetry Collection 2021 | New Urdu Shayari | Urdu Poetry Images
100+ Free Urdu Poetry Images Download | Urdu Poetry Sms 2021
Rukhsat e Yaar ka manzar bhi kiya manzar thaHumne khud ko khud se bicharte daikha
Jane aisi bhi kia dil lagi ki thi tumse!!
Maine akhri khawish mein bhi teri mohabbat mangi...
Jis tarha khawab mere ho gay reza reza
Is tarha se na kabhi toot ke bikhray koi
Thaknay lagta Hon to awaz si ati hai koi
Aur do char qadam, meri tarf, mere liye
Raat kat'ti rahi in ankhon mein aur dil awaz karta raha
Koi bay sabar rota raha aur koi bay khabar sota raha
Jo log ujalon mein kho jayen
Wo taaq raton mein bhi nahi miltay
Zindagi teri sari chalen ik taraf
Mera har baat Pa muskura dena, kamal raha
Gehri thi raat magr him soye nahin
Dard bhi bahot tha dil par hum roye nahin
Koi nahi humara jo pooche humse,
Jag rahy ho kis liye aur kis liye soye nahin
Aik duniya thi mujhse uktai hoi
Tumne bhi chor diya acha kiya
Youn kehne ko baat choti hai
Dukh ziyada hain raat choti hai
Kitne ajeeb hain na ye logBat pakar kar insaan chor dete hain
Bahot milay gay humse khubsurat magr
Hum sa mukhlis kidhr se lau gay
Kiu ik dua mein atak ke reh gaya hai DilKiu mujhse tere siwa kuch manga nahin jata
Raat youn dil mein teri khoi hoi yaad ayiJaise weerane mein chupke se bahar a jayJaise sehraun mein holey se chaley bad naseemJaisr beemar ko bay wajha qarar a jay
Ye baat soch kar aksr mein dil behla leta honTum laut au gi agr mera naseeb ho to..
Koi daikhe ga nahin kitna khala h dil meinLog hansta hoa daikhen gay chalay jayen gay
Cheekhne lag gayi andar ki udasi mujh meinMaine ro ro ke tujhe itna pukara, yaraMain to ab bhi Hon teri ankh se oujhal manzarTu to ab bhi hai mujhe Jan se piyara, yara
Jis ko milay usko zarori nahin lagayHim thay kahin ki khaak, kahin Pa paray rahy
Hal yehi hai ke bhool jaun usayAur ik yehi baat mere bas mein nahin
Hum ko manga nahin gaya dil seKaise mumkin tha ke hum na miltay
Is tarha chor ke tanha mujhe janay walayTu Ne socha hai koi kaise sanbhalta ho ga
Qurbat se nashnas rahay, kuch nahin bana
Khush rang, khush libas rahay, kuch nahi bana
Ab qehkon ke saath kryen gay ilaj e ishq
Him mudaton udaas rahay, kuch nahin bana
Meri siski Pa jo seene se laga leta thaAb mere benon Pa hansta hai! Mgr kia karyn him?
Matlb ho to har Mor Pa Mil jatay hain humdard,Mushkil mein kabhi yaar piayre nahin miltay.
Hoti hai laakh ghamon ki dawa neend magrHotay hain aise bhi ghum jo sonay nahin dete
Kaash ke youn ho me uski yaad mein mar jauAur wo mujhe seene se laga kar kahe
Janay kis gali mein hor aya honJagti hoi raaten, hanstay Hoy dost
Chahat majboor kar deti hai yar warna, yaad
Karne se koi sawab thori milta hai
If you love poetry and listen more poetry in sad voice with sad background music then click below ...
0 Comments